ISTEKHARAH KE AHKAAM

Sawal :As salamualaikum mufti Sahab ,
mera sawal hain. ……….maine istiqara ki namaz ada ki thi maine suna tha k ye namaz padne se jo hamare liye zyada zaruri hain o baat ka ishara milega …ishara ka matlab hamare zehen mn o kam ki zyada importance dikhti ….par maine istiqara namaz padhi par main shayed samjh ny paraha hu k mere liye Kaunsa kam acha hain is ke alawa r koi zikr ya tazbeeh ya namaz hain jisse hum Apne kam ko aasani se pehchan sake jo hamare liye zyada importance hain. … hn…….r kisi ki istiqara namaz koi r padh sakta hain ?
(anwar adnan),
Jawab : walikumassalam wa rahmatullah,,aapne kaha ke istekharah ki namaz aapne padhi hai,bhir bhi isharah ko aap samajh nahi pa rahe hai,to phir aap 3,ya 7 martabah istekharah ki namaz ada karo agar isharah ke alawah safaid ya hara rang kisi bhi shakal me khaab me dikhayi de to kiye jane wale kaam me bhalayi hai,agar kala ya laal rang dikhayi de to uska matlab kaam sahi nahi hai,,ka matlab hai,
ek shaks kisi doosri shaks ka istekhara karsakta hai.

You might also like