BARISH KA PAANI YA SOAP AANKH ME ?

Sawal :Assalamualikum,Mufti saheb,
Agar Rozah ki Halat me Barish ka Paani ya Soap aankh(eye) me chala jaye to kiya Rozah Baaqi rahega ?
(Sana Tabassum),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Rozeh ki Halat me Barish ka Paani ya Soap Aankh me Chala jaye to us se Rozah Baaqi rahta hai,rozah nahi toot ta hai.
(Al Hidayah,Vol/2,Pg/115),

You might also like