JHINGAH(PROWN)AUR DAWATE ? !

Sawal : Assalamu aalykum wa rahmatullahi wabarakatu

ek sawal hai mera yeh hai ki ginga function or degar dawaatu mai rakha jara hai is ko khana hai ya nahi maine suna hai ki imaam azam abu hanifa (ra) kay nazdik makrooh tahrimi yani haram kay nazdik aaj kal sab khare hai malum hai so log khane re hai details mai samjaye ?
(Khaja Asif Shahid),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Jhinga Khana Maslak e Hanafi me Makrooh e Tahreemi hai,jo ke Haram ke qareeb hai,
Ab jab log kha rahe hai,ya dawato me rakh rahe hai,to unke istemal se wo Halal Nahi hojati hai,isko rokna aur rukna chahiye
(Fatawa Tataarkhaniya,Vol/2)
*Ab rahi dawato ki Baat logo ko apnk khahishen poori karna ho to unko Shareeat Nahi Tabeeat ki fikar hoti hai…*
For more visit our islamic web site..www.anwaarulislam,com

You might also like