NAYE KAPDE AUR 15 SHABAN ?!

Sawal :Assalamu alaikum,Molsab

Sawal? Kya bado ki eid se pahle naye kapde nahi pahnna chahiye aur iske baare me kya haqiqat hai?
(Mohammed Tanveer Ali),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
15 Shaban ki fateha(Bado ki Eid jisme 15 Shaban ki Barkat wa Rahmat wali Raat me Marhoomeen ke Naam per Quran khani aur Durood e paak ka eisal e sawab kiya jata hai,jo Shirk ya Bid’at Nahi hai) se Pahle New Kapde Pahen ne ki ijazat hai,isme koi Rukawat Nahi hai,
Baaz log 15 shaban se pahle Naye kapde aur Nayi Cheezo ke istemal se rokte hai,aysa kuch bhi Nahi hai,kabhi bhi pahen sakte hai,15 shaban se pahle Naye kapde Na pahen na ye islami Aqaayid me se Nahi hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like