JISM PER NAAM (TATTOOS )LIKHANE KA UKM

Sawal :Mufti sahab assalamulakum,
aap. Yah bataye ka ham apne jism par name lekhva sakte hai ya nahe?
(fraz uddin),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,Insaan ka apne jism per apna ya kisi ka naam likhna ya likhwana ye dono jayiz nahi hai,kyu ke isme to khud jism ko takleef hoti hai,awr ye yahoodiyo awr eesayiyo ki mushabahat yani barabari payi jati hai,kyu ke wo log apne haatho ke pusht ,kandho,peeth,etc,,per tattoos banate hai,lehaza naam likhne me bhi us se mushabahat hoti hai jo jayiz nahi hai,aur is se hadees me bhi mana kiya gaya hai.

(Al Bukhari,vol/1,kitab ul libas),

 

You might also like