MARDO (GENTS) KO MEHANDI LAGANE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum, mufti sahab,
kya mardun ko mehandi lagane ki ijazat hai?kaha jata hai ki mardu ko shadi k din choti ungli ma mehandi lagana zarori ha.kya yeh kahan tak sahi ha.?
Jawab : Walikumassalam wa rahmatulla,,Islam me MARDO(gents) ko MAHENDI chahe SHADI ho ya Na ho Pura haath ho ya Ek choti ungli jaisa ke aapne kaha hai,ye jayiz nahi hai,jab ye jayiz hi Nahi hai to phir Shadi me lagana zaroori kaise hoga,!!!!!!!!!!
Haan agar kisi ilaj(treatment) ki wajah se ho to usko ijazat hai,warna nahi hai,
(Sharh e Mohazzab,vol/1,pg/294)
plz,,read and share it

You might also like