KHATNAH KA HUKM

Sawal ; Assalamualikum,Mufti saheb,
khatna ka kiya hukm hai,kiya khatna karna zaroori hai ?
(irshad khan),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
islam me khatna karna ye saare Anbiya e Kiram (alaihimassalam ) ki ” SUNNAT” hai,
awr ye badani etebaar se awr kayi beemariyo ki hifazat ke etebaar se bohat ziyadah faidah mand bhi hai,isiliye aaj puri dunya me log khatna karwa rahe hai,
lehaza khatna karna sunnat hai,karle to ziyadah behter hai,awr agar koi ghair muslim musalman hojaye to usko bhi khatna karalena chahiye
(jalalain,vol/1,pg/21..30,Jamiut Tirmiz,Vol/2)

You might also like