KIYA QABAR PE BAITHNA HARAM HAI ???!!!

Sawal : Assalamualikum,Muftii saheb,
Kiya Qabro me paas pathna ” HARAM ” hai, ?
kyu ke ek Ahle Hadees ne aysa kaha hai,kiya ye sahi hai, ?
(md Bilal Ahame junaidi),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,

Astaghifirllah !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! HARAM ????????!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Qabro ke paas baithna ,awr unki ziyarat karna to ye Khud Rasoolullah (sallallahualihiwasallam) ki “” SUNNAT “” hai,
(Jamiut tirmizy,vol/1,pg/203),
awr ye to ** SAHAB E KIRAM ** ki bhi “” SUNNAT “” Hai,
(Jamiut tirmizy,vol/2,57),,

Ab jab wo shaks apne aapko “AHLE HADEES ” kahta hai,to usko dekhlena chahiye ke unki jamat wale Hadees per kitna amal karte hai,yani jo baat dil ko pasand ajaye to hadees ka hawalah dete hai,awr jo baat unke maqasid ke khilaf hoto kahte hai,ke Hadees “zayeef ” hai,

ALLAHU AKBER KABEERA !!!!!!!!!!! kisi ye zahniyat hai,
Allah aysi khabees zahniyat se ummat ke nawjawano awr sare musalmano ki hifazat farmaye ………Ameen,,,,,,,,,

Plz,,read and share it.

You might also like