LAST YEAR HAJJ SE IS SAAL QURBANI…?

Sawal :As salamualikum mufi sahab mera ek sawal last year jo hajj kare unko iss saal qurbani karna zaroori hai kya ?
Kisi ne bola hai jo last year hajj kare unko iss saal qurbani karna zaroori rheta kya ye bat sahi hai kya ?
(Anwar Aziz),
Jawab :Walikimassalam wa rahmatullah..
Jo Shaks Zakat dene ka Ahel ho yani Sahib e Nisab ho to usko Har Saal Qurbani dena Wajib hai,lekin jo Guzishtah Saal(last year) Hajj kiye ho to un per Is Saal us Hajj ki Wajah se Qurbani dena kahna sahi Nahi hai,aur jo wo kah rahe hai,islami Ahkamaat me se Nahi hai.
(Al Hidayah,Vol/2)
Plz…share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like