MAGHRIB KI AZAAN AUR GHAR KA DARWAZAH

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,

Maghrib ki Azan ki waqt ghar ka darwazah khula rakhne ko kahte hai,iska islam me kiya hukm hai ?

(Muala Hussain),

Jawab : walikumassalam wa rahmatullah,

Maghrib ki Azaan ho ya koi Aur Namaz ki Azaan ho us waqt Allah ke farishte Nazil hote hai,kyu ke Allah ka Naam liya ja raha hota hai,to us waqt ghar ka darwazah ka khula rakhna zaroori Nahi hai,kyu ke Allah ke rahmat ke farishto ke dakhil hone keliye darwazeh aad nahi ban sakte hai,aur ghar Ka Darwaza Sadak per ya Aabadi ke guzarne ke maqam me khulta ho to paredeh keliye har waqt band karna lazim hai,take ghar walo ko be pardagi se bachaye,aur be pardagi se bacha islam ke ahem Hukm me se hai,

(Sahi Bukhari,Vol/2)

aur baaz log Maghrib ki azaan ke waqt Marhoomeen Ghar me Hazir hote hai,kahte hai,ye bhi sahi nahi hai,

You might also like