MANNAT AUR USKA HUKM ?

Sawal :Assalamualikum wa rahmatullah

Mufti saheb..agr hum kuch .irada kare ki falana.kaam hua to mai..itne roze karunga.ya phir nafil namaze padhunga..aise niyaat kare..hum?..aur kaam hojaye..ya..nhi..hum wo . niyath ko.bhol.gaye.yaad nhi..to.ab aise surat.me.kya karna…mufti.sab..
(Mohammed Khaleel)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar koi kisi kaam ke hone per misak ke taur per 10 Rozeh ya 20 Rakaat Nafil padhne ki niyyat katle to wo kaam hone ke baad usko zindagi me kabhi bhi kisi bhi waqt Yani bhool ke yaad aane ke baad bhi Karna “WAJIB”hai,
Warna Gunahgaar hoga,Haan,agar wo Kaam Mukammal Na ho to un Rozo ya Namazo ko padhna Wajib Nahi hai,
Note :Agar Rozo ke din mutayyan kare jaise…Har Jumah ya Har Peer(everymonday) to unhi dini me rozah rakhna hoga.
(Al Hudayah,Vol/2).

Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site….anwaarulislam,com.

You might also like