QAZA NAMAZ KI TAREEF WA HUKM

Sawal Assalm, Mufti saheb, khiryath,
qaza namaz ke bare me bathaye
September 10th, 10:24am
qaza padhe tho be gunha hota kya ?
(mohammed Ayaan),
Jawab ; Walikumassalma wa rahmatullah,,Alhamdulillah,,Agar farz Namaz apne waqt per Ada na ki jaye to us namaz ko apne waqt ke alawah waqt me padhne ka naam hi ” QAZA ” hai,agar majboori se namaz choote to koi baat nahi ,jaan booj ker waqt per namaz chod de awr baad me qaza kare to usko qiyamat me saza hogi,,

plz,read and share it.

You might also like