MASJID ME BAGHIR WAZOO KE JANA

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Kiya masjid me baghir wazoo ke jana Gunah hai ?
(Khair jaan Qadri),
Jawab :Walikumassalam Wa rahmatullah,
Masjid me kisi Kaam ki wajah se ya aysi Hi Baghir Wazoo ke Jana “Gunah Nahi “Hai,
Haan,Jab Na Paaki ki Halat me ho to tab Nahi jana Chahiye,

You might also like