MAYYIT KE GHUSL KE MAQAM PER CHARAGH ?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Log kahte hai,ke Mayyit ko jaha ghusl diya jata hai,to Waha 40 din tak Charagh lagaya jata hai,to iska Sharyee kiya Hukm hai ?
(Iqbal Khan ),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Mayyit ke Nahlaye gaye Maqam per 40 din tak Charagh ya Agar Batti lagane ka Suboot Nahi hai,ye jarne ke bajaye Her Din Quran ki Tilawat karke un per Eesale Sawab kare to ziyadah behter hai..
Iska matlab ye hai..sirf eesale sawab hi karna hai,charagh awr agar batti us jagah nahi lagana hai.

You might also like