NA BALIGH AUR TARAVEEH KI IMAMAT ?

Sawal :Assalamualikum,Kya Namaaz padhane ke liye Baliq hona zaruri hai chahe wo Namaaz ho ya Taraweh.?

(Hafiz Mohammed Akram ),
Jawab :Namaz Padhane keliye Yani Imamt ki Shart me se ye bhi hai,ke :
IMAM (NAMAZ PADHANE WALA) BALIGH(MAJOR) rahe,Warna Na Baligh (Minor) ke Peeche Namaz Nahi hoti hai.
Chahe Wo Farz Namaz ho Ya Namaz e Taraveeh ho.
(Sharh ul Wiqayah,Vol/1)
Plz…Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like