NAAM BADALNA KISA HAI ? ***

Sawal :Assalamualykum rehmatullahi wabarkatuhu mufti Sahab….
Mufti Sahab pichle hafte ek ladki paida hui uske naam rawan rekke gaya ab agar unke naam Change karne chahe to Kia change karsakhte? Or kia naam rekhte waqt din wo tym ko dekh kar rekhne zaroori hai …
Bare meherbani jawab innyat farmayae
(Mkhammed Ahmed Khan)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah…
Jab kisi ka Naam pahle rakh de aur baad me wo Naam ya uske Maane(meaning) munasib na dikhe to ab us Naam ko badal sakte hai,aur aysa kayi Martabah Nabi e Akram(sallallahualuhiwasallam) ne Sahaba ka Naam badal diye hai.
(Sahi Muslim,Vol/2),
Aur Naam rakhte waqt Waqt aur time ka dekhna zaroori Nahi hai,
Haan,Mahine ki munasabat se Naam rakhe to Behter hai,warna koi Haraj Nahi hai.

You might also like