NAMAZ E JANAZAH AWR 3 TAKBEERO KA CHOOTNA ?

Sawal : agar namaze genaza main teen(3)takber huvi ho to aanay valay banday pay kya hukum hai.baki wasalam khuda haffiz.
(maher ul nisa),
jawab : Agar Namaz e janazah me imam ne 3 takbeere kahde phir baad me koi bandah akar namaz me shareek hojaye to ab wo bandah 3 takbeer e tarteeb ke saath namaz me shareek hokar ada karlena chahiye,, Aur salam pherle.
(Al Hidayah,vol/1,pg/180),
plz,,read and share it.

You might also like