JAMAT ME RUKU KA HUKM

Sawal ;Assalamualikum,mufti saheb,agar immam pehly rakath main ruku main ho to muktade kub tak rakath pakad(ada)sakta hai.
(Maher ul nisa),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Imam jab ruku me hoto muqtadi ko chahiye ke wo ruku me hi jamat me shareek hojaye to usko puri rakat mil jati hai,agar imam ruku se sar(head) utha le phir ye shaks jamat me shareek hojaye to ikso jamat to milegi magar rakat nahi milegi ,balke usko baad me wo rakat ada karna hoga,,
(Al HIdayah,vol/1,pg/151),
plz,,read and share it.

You might also like