NAMAZ KE BAAD ZIKR KA SUBOOT ? 

Sawal : Assalamualikum mufti sahab,

nimaz k bad jahr say zikr karnay par koi hadees sharief batain?
(umaidur rahaman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,zikr jahri ki hadees,,ye hai,…Imam e tirmizy,ne is hadees ko naqal farmaya hai,ke Nabi e Akram(sallallhaualihiwasallam) namaz ke baad
“” LA ILAHA ILLALLAH WAHDAHU LA SHAREEKA LAH LAHUL MULKU WA LAHUL HAMDU YUHYEE WA YUMEETU WAHUVA ALA KULLI SHAIYIN QADEER,,
padha karte the,
(jamiut tirmizy,vol/1,pg/66),
Afsos ,,baaz log kam ilmi ki wajah se namaz ke baad zikr wa dua karne ki bidat kahte hai,jo sahi nahi hai,

plz,,share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like