NAMAZ KE BA’D TASBEEH KA HUKM ? **

Sawal :- Assalamualikum,Mufti Saheb,

kiya Namaz ke b’ad tasbeeh padhna Hadees se sabit hai ya nahi ?
(Md Shafeeq,)

Jawab :-Walikumassalam wa rahmatullah,

Namazo ke b’ad Tasbeeh padhna Hadees se Sabith hai,
behter ye hai ke jin Namazo (fajar awr asar) ke bad sunnat padhna na hoto un Namazo ke b’ad Tasbeeh padhna chahiye.
(Jamiut tirmizy,V/2,H/410).

You might also like