NAMAZ ME BISMILLAH PADHNE KA HUKM

Sawal : Asalamualaikum rb.mufti sab..
imame shafi jo imam hi unki namaz me bismilahirrahmaniraheem.se shuru nai kare to namaz nahi hote bolre kya sahi hi..sure fateha k bad be bismila pad kr koe b sura padna bolre nai to hamare namaz nai hote bolee..aur imame hanafi to sure fateha k bad sure zamme padlete hum bismila nai pade jaisa…kya aap is jawab batayengi…aslkum rb..
(mohammed kahleel),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,IMAME SHAFI wa imame Ahmed bin Hambal (rahmatullahialihima) ke paas namaz me bismillah padhna faraz hai,lehaz agar jo usko nahi padha uski namaz hinahi hoti hai,awr sureh fateha ke baad bhi padhna wajib hai,hanafi mazhab me ye padhna sunnat hai,farz nahi hai,agai koi nahi padha to namaz hojati hai,
(sharh ul wiqayah,vol/1,pg/7).
plz,,read and share it.

You might also like