SUNNAT PADHNE SE PAHLE BAITHNA

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
Kiy SUNNAT NAMAZ padhne se pahle jab masjid me aate hai,to baith kar phir uth kar sunnat padhna hai,kiya ?
(md amer),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
jab masjid me dakhil hojaye awr sunnat namaz padhne ka iradah karle to ab usko bath ke baad hi sunnat padhna zaroori nahi hai,
balke,
baghir bathe bhi sunnat padh sakta hai,baithna zaroori nahi hai,
haa ,itminan e qalb wa sukoon ke husool ka iradah hoto koi baat nahi
(sharh ul wiqayah,vol/1,pg/15),
plz,,read and share it.

You might also like