NAMAZ PADHNE WALE KE SAAMNE SE ?

sawaal:Assalamualikum,Muftisaheb
,Daurane namaz kisi ka saamne se guzarna kaisa ??
aur jab hum sedheyon k saamne namaz ada karrrahe hote hai to kya kisi ko bhi saamne se guzarne ki ijazat hoge….
barahe karam jawaab inayat farmaye…
aapka shakird…
(Mohd Rafeeq),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Hadees e paak me aya hai,ke agar Namazi ke saamne se guzarne wale ko pata hota ke usko kitna azab miln wala hai,to Wo Bandah 60 saal bhi intezar karga Namaz mukammal.hone ka phir baad me guzrega.
Lehaza Namazi ke saamne se guzarna kabeerah Gunah hai.
(Mkshkat ul Masabeeh,Vol/1),
Agar saamne koi cheez rahe to phir guzar sakte hai,
Agar seedhiya bulandi per ho to guzar sakte warna nahi guzar sakte hain.
Note : Sunnate ada karne wale ko bhi chahiye ke wo Masjid ke darwazeh ke paas ya jaha se Namazi guzarne wale hote hai,waha Sunnate Na padhe balke saamne ki saff ya Baazu me padhe to sabkeliye behter hoga.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like