WALID KE MAAL SE KIYA BETE PER ZAKAT HOGI ?

Sawal : Assalaumualikum,Mufti saheb,
Ek shakhs k bap k pas makaan h jewar h but wo shakhs bap se jhagde ki wajah se alag kiraye k kamre me rahta h uske pas sivai 20000 k kuch bhi mal nahi h aise shakhs ko zakat dena kaisa h?
(Mohammed Ramzan Chishti),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Jis Shaks ke Baap ke Paash Makan wa Zewer ho aur Bete(Son) ke paas 20000 Rupiye ho aur Ladka kiraye(rent house) Makan me rahta ho to Ab Zakat Baap per Wajib hogi,Bete per Nahi kyu ke Baap ka Walid Ka Maal Bete Ka Maal Nahi hota hai,Baap ke Inteqal ke Baad Wirasat mile to tab Ladka Apne Hisseh Maal ka Malik hota hai.
(Al Hidayah,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like