NIKAH KE DIN KI NAMAZ ?

Sawal : Assalamu alaikum,Mufti Sahab.
Shadi ke din Jo dulha namaz masjid me jakar padhte hain ..to us namaz ki niyat kaise karte hain .
(shahzada malik),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Aksar baaz log deehat me Nikah subah me karte hai,awr Shaher me aksar log Raat me karte hai,to suraj nikalne ke baad din me awr Maghri Ya isha ki Namaz ke baad raat me jo Namaz Nawsha (dulha) ko padhne keliye kaha jata hai,wo “” SHUKRANA KI NAMAZ HOTI HAI “””uski Niyyat 2 rakat Nafil batur e shukr ki karlena chahiye,,,awr ye Namaz Nikah ke hone ke baad padhe to mauqe ki munasibat se mutalluq hogi..

note : Shukrana ki Namaz sirf Nikah ke din hi nahi,balke Allah ki behisaab nemato per to, her din padhna chahiye…….

plz,,read and share it,

You might also like