MAA BAAP KI NAFARMANI KA ANJAM !!!

Assalamallaikum mufti sahab..
Sawal : apne maa baap ki baat ko nafarman karna se kya gunahaa hai?
(Azhar Jahangeer),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,Dunya ki saari nemato awr dawlato me sabse azeem nemat ??? WALAIDAIN hai,Awr ki Na farmani karna to sabse badi masiyat(gunah) hai,awr Hadees e paak me to yaha tak aya hai,ke Hazrat Abdullah ibne amr(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallhuallihiwasallam) ne farmaya : Walidain ki razamandi(khushi) me ALLAH ki razamandi hai,awr unki narazgi me Allah ki Na razgi hai,
(zujajatul Masabeeh,vol/4,pg/87),

yani farsh(zameen) per Maa Baap awlad se khush hai,to samjho ke Arsh(aasman) per un se rab khush !!
ab samjho ke jis se rab naraz hai to ,,usko na jannat milegi awr nahi uske aamal qubool honge,,,etc,,,

plz,,read and share it.

You might also like