QURAN KO RANO(THIGHS) PER RAKH KAR PADHNA

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
kiya Quran ko Rano per rakh kar padh sakte hai ?
(md shabbir ),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Quran e Kareem ye Rabbul Aalameen ka kalam hai,awr ye rahamato wa barkato ka khazanah hai,ye Rahnuma e Hayat hai,Maghfirat ka zariyaha hai,
lehaza isko jitne ADAB ke saath padhe wo Rahmat wa Barkat ka sabab hai,
to USko Rano per rakh kar padhe to Khudi ko Awr Dekhne wale ko pata chal jata hai,ke ye Adab ke khilaf hai,lehaza Kalam e Majeed ko Koi Takhte per ya ek makhsoos mez per ya Apne Dono hatho per rakh kar Tilawat karna Adad ke muvafiq hai,
Haan,
Agar Majboori hoto uski Majboori ke waqt tak ijazat hai,

Plz,,Share it to All,For Islamic Service,

You might also like