NIKAH SE PAHLE LADKI KE NAAM SE QURBANI DENA ?

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
kiya Nikah se pahle yani rasam hone ke baad ladke ki janib se ladki ke naam se qurbani desakte hai ?
 (mohammed rafeeq),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
Rasam ke baad ladke ki janib se ladki ke naam se qurbani dena jayiz nahi hai,
kyu ke ye dono abhi rishta e nikah me munsalik nahi huve hai,awr na hi inka Nikah huva hai,
Sirf Rasam hi huva hai,ye Rishte to mustaqbil(Future)me hone ka ek muahadah awr wada hai,iske alawa awr kuch nahi hai,
abhi bhi ye dono ajnabi hi hai,to ek doosre ke Huqooq in per Nahi hai,kyu ke Nikah Nahi huva hai,
(Sharh ul Wiqayah,vol/2,pg/3)
plz,,read and share it,For more islamic services Visit Our Web Site.

You might also like