PESHAB KE QATREH AUR KAPDE ?…WAZU YA GHUSL ?

Sawal :Assalamu alaikum Mufti sabh

agar koi shaks TAHARAT LENE se pehlay ek khatra paishab nikal jaay toh us banday ko GHUSUL karna wajid hogaya ya nahi
Aur puray kapday NAPAAK hojaayngay ya sirf INNER WEAR change karlayn toh kafi hoga ?
(Khaja Fasiuddin),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Agar kisi Shaks ko Taharat(Passing Urine) lene se pahle hi Ek Qatrah ya kuch Qatreh Peshab ke Nikal jaye to Ab Us Shaks ko Chahiye ke Achi Tarah Paan se Dhole aur Wo inner Wear Badal dale to Kaafi hai,Uske Poore Kapde Na paak Nahi honge kyu ke Peshab kapdo per Nahi laga hai,
Ab us Shaks per Wazu wajib hota hai,Ghusl Wajib Nahi hota hai,kyu ke Yaha Ghusl wajib hone ki koi cheez hi Sabab Nahi bani hai.
(Al Hidayah,Vol/1)
Note : Ayse Post Bus Deeni malumaat keliye daalna munasib samjhe hai, ta ake Hamar Nawjawano ko Deeni wa Sahi Rahnumayi Milsake..
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site…anwaarulislam,com.

You might also like