PHONE PER NIKAH KA HUKM

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Kiya phone per Nikah hojata hai ?
(Islami bahen),
Jawab : Walikumasslam wa rahmatullah,
Agar Ladka awr ladke ke Wali yani Walidai Majlis me Rahe,Wakeel bane awr agar walidai wafat pa chuke hai to unke Dada ya Bhai hoto wo log wakeel banjaye,2 Gawah rahe to aysi soorat me “PHONE PER NIKAH HOJATA HAI,
warna ayai ” Nikah” Phone per Nahi hota hai,
(Al Hidaya,Vol/1,Pg/80..100),
Plz..read and share it.

You might also like