NIKAH ME BARABARI

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Koi Musalman jo ” Shaik,Mohammed,,,etc..caste ka hai.to kiya ho koi.Fakhir Caste wali Ladki se agar wo Nikah karle to hoga ya Nahi ?
(Amer Malik),
Jawab : Walikumassalam Wa rahmatullah,
Deen e Islam ne Nikah ko badi Ahmiyat di hai,kyu us se Rishte bante hai,Deeni wa dunyavi zarooriyaat bhi poori hoti hai,lehaza jab bhi Nikah kare to Rasoolullah (sallallahualihiwasallam) ne Kufu yani Barabar walo se Nikah ko Afzal qarar diya hai.kyu ke us se rishte me pukhtagi paida hoti hai,
Haan..agar koi Musalman ladka jo shaik ho ya koi doosre Nasab wala ho wo Fakhir ladki se Nikah kate to Nikah to hojayega.
(Sharh ul Wiqayah,Vol/2,Pg/20..30).
Plz..read and share it for islamic service only.

You might also like