PREGNENT LADY KI QURBANI?

Sawal:Assalamualikum,Mufti, Mufti saheb,
Jo Lady PREGNENT ho to Un se Paida hone wali Awlaad(baby) ke Aqeeqeh se pahle unki Qurbani Nahi karna hai kiya? Kyu ke Maine ayse Suna hai?
(Mohammed Habeeb, Hyderabad)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Jab koi Mard ya Aurat per Qurbani wajib hojaye to unko Qurbani dena wajib hai,Ba Sharte ke koi Qarz(loan) Na ho,to jaha tak PREGNENT Lady ki Baat hai,unki Qurbani dene keliye unse hone wali Awlaad ke Aqeeqeh se koi Ta’alluq Nahi hai,Bacho la Aqeeqah ho ya Na ho us khatoon per Qurani wajib hai,jabke wo Sahib e Nisab ho.
(Al Hidayah,Vol/2),
Plz..Share it to All for more visit our islamic website : www.anwaarulislam,com.
You might also like