QURBANI KA JANWAR ZUBAH NA KARSAKE TO ?

Sawal : Assalamualikum Mufti sab agar qurbani denewala shak ko zubah karne ni aye to kya karna chshiye
(Abdul Raheem)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar Qurbani dene wale ko Zubah karna Na aye to Wo Kisi Shaks ko Apna Wakeel Bana kar qurbani ka Janwar Zubah karwa sakta hai,to us se uski Qurbani hojati hai.
(Al Hidayah,Vol/7,Pg/167)

You might also like