ROZAH KI HALAT ME KHOON (BLOOD) KA NIKALNA

 

Sawal :Assalamualekum. Sadik khan. sawal.roze ke halat me agar chot ki wajhe se khoon nikal gaya to roza hosakta kya?
(Sadiq Khan),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullha,,Rozah ki halat me chot ya zakhm ki wajah se Khoon (Blood) nikal jaye to us se rozah baaqi rahta hai,nahi toot ta hai.
(Al Hidayah,vol/1,pg/217),
plz,,read and share it.

You might also like