ROZAH KI HALAT ME LUAAB(THOOK) KA HUKM
Sawal :Assalanualaikum rahmatullahi wa barkatuh mufti sahab mera sawal ye hai k agar halate roze mein khudka luaab ya khansi ki waje se ya kisi aur waje se halaq mein daqhil hojaiye to roza toote ga nahi jawab inyat karein jazak Allah khair ?
(MOHAMMED AZAM),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Rozah ki halat me Khansi ya kisi wajah se khud ka luaab(thook) agar halaq me dakhil hojaye to us se rozah nahi toot ta hai,
(Sharh ul Viqayah,vol1,pg/247)
plz,,read and must share it.