ROZEH ME BLEEDING KA HUKM ?

Sawal:Assalamu alaikum mufti sahab mera sawal ye hai k bawasir k Mariz ko rozay ki halat may bleeding hogai to roza toot jata Kya mufti sahab.

(mateen qadri)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah.
Bawasir ke Mareez se Rozeh ki Halat me Bleedin(Khoon Nikle) hojaye to Us se Rozah Nahi toot ta hai,kyu Rozeh ki Halat me badan se khoon kisi beemari ki wajah se ya zakhm ki wajah Nikalne se Maslak e hanafi ke etebar se Rozah Nahi toot ta hai.
(Fatawa Hindiyyah,Vol/2)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaaruislam,com.

You might also like