ROZEH ME INJECTION LENA ?

Sawal :Assalamualikum,Mohtaram kya Roze ki halat me injection lesakte.?
(Hafiz Mohammed Akram Naqshbndi)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Rozeh ki Halat me injection lene ke muta’allaq Ulama e kiram ka ekhtelaf paya jata hai,Baaz Lene se Mana karte hain,aur Baaz Ulama uski Ijazat dete hain,.
Lekin Tahqeeq se yahi Pata chalta hai,ke: Rozeh ki Halat me Injection lene se Rozah Toot jata hai,kyu ke Baaz injection lene se Badan ko Quvvat milti hai,aur Baaz se Rahat milti hai,etc…
(Fatawa Aalamgiri,Vol/3)
Jab ke Shareeat e Mutahharah me is baat ki ijazat bhi milti hai,ke jisko Ialaj ki zaroorat injecrion etc..lena ho to wo Rozah Na rakhe Baad me uski Qaza kare .
Plz…Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like