ROZEH ME DAANTO SE ATKI HUVI CHEEZ ..?

Sawal :Assalamualikum,Mufti saheb,

Saher me jb hamari saher mukammal ho chuki hoti hai..laikin agar daanth me kuch atka ho jo fajar ki namaz me ya namaz se pahle nikle to aisi surat me kya karna chahiye..?aur koi cheez atak gayi ho aur vo nikal jaye..misaal k taur par hum ne agar saher k aakhir me khajoor khaya ho aur vo fajar ki namaz ku jane se pahle daant me atka hua thoda sa tukda nikal jaye to kya karna hai aisi surat me..?
(Asif Ali)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah.
Agar Sehri ke Baad khayi huvi koi cheez Daanto me rah jaye phir sehri ke waqt hojane ke Baad Agar wo cheez Daanto se Nikal jaye ya usko Nikale to us cheez ko Thook de ab us Shaks ka Rozah Nahi toot ta hai,uska Rozah baaqi hi rahta hai,
Haan,Agar Daanto me Atki huvi cheez sehri ke waqt ke Baad Nigal jaye ya khale to us se uska Rozah Toot jata hai.
(Al Binayah,Vol/2,Pg/256),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like