RUPIYE(NOTE) BADAL JANE SE…?

Sawal : Assalamoalaikum.hazrat mera sawal ye h k ..mere paas kuchh log apne paise jama kar dete hain..’aur jab unko jarurat hoti h to le jaate h..aksar unki di huye rakam kharch ya badal jati hai..kya isme kuchh galat to nahi jaise amanat me khyanat wali baat.note aksar badal jate hn..plz pareshani hal karen.shukriya.

(Mohammed Rasheed),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Shareeat me ye Qanoon hai,ke
الدراهم لا تتعين
Dirham,Deenar aur Paise Mutayyan Nahi hote hai,yani agar koi Aapko Misal ke taur per 100 Rupiye diye hai,to aapko wahi 100 rupiye Note lautana zaroori nahi hai,balke 2 Do 50 (100)ke Note bhi ada karde to wo raqam mukammal hojayegi,lehaza aapke paas jitne bhi paise log rakh de to aap unke Sawal(poochne) karne per unki Saari Raqam ya unko jitni raqam Baghair kisi Kami ke de rahe hai,to ab ye Amanat me Khayanat Nahi hogi,kyu ke Aap paise poore derahe hai,
(Al Hidayah,Vol/3)
Ab rahi un paiso ko istemal karna to aap unko Iske bare me bata de to ziyadah behter hai.
Plz..Share it to all,For more Visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like