SAB SE AFZAL SADQAH

Sawal :Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatahu ,
Bhai mainay aap ka sadqah 11fish kay bacche ko ganga mein chor diya. Sab say bahtar aur sabsay say afzal kis sadqah ko kaha gaya hai ./
(sahil)
jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
JAZAKALLAHU KHAIRAN KASEERA,
sabse afzal ” SADQAH” 1) DEEN KE KAAM me paise kharch karna, 2) ilm e deen me paise kahrch karna jaise kitabe quran e majeed padhen walo ko dilwana,,3) ghareeb ko khana khilana
(mishkatul masabeeh,vol/1)
Wazeh rahe ke har sadqeh ki fazeelat apni jagah hoti hai,sadqah me ziyadah ya kam,bada ya chota ka etebaar nahi hota hai,balke baneh ki ” NIYYAT” ka etebaar hota hai,

plz,,read and share it.

You might also like