SADQAH E FITR KIS PER WAJIB HOTA HAI ?

Sawal :Assalamualikum,Mufti saheb,
ek sawal hai mera yeh hai ki ramazan mai fitra kis pe wajib hai details mai samjaye fitra kis ko bolte hai Assalamu aalykum Allah hafez
(Khaja Asif Shahid),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Eid ul Fitr e din Sooraj Tulu hone Baad jo Sadqah wajib hota hai,usko Fitrah kahte hain,
Kis per wajib hota hai,
Sadqah e fitr wajib hone ki 3 sharte hain,
1)Azad hona,
2)Musalman hona,
3)Koi Ayse Nisab(Gold 7.1/2 Tola Ya Silver52.1/2 Tola) ka Malik hona jo Zaroorat se ziyadah ho aur Kharz se Bari hona,Yani qar ka Na hona hai,
To Is 3 sharto se Sadqah e Fitr wajib hojata hai.
(Al Hidayah,Vol/1,)
Plz..Share it to All,for more visit our islamc web site..anwaarulislam,com.

You might also like