SALAN ME MAKKHI(FLY) TO ?

Sawal :Assalamu alaikum mufti sahab

Makhi(fly) salan me giri tho
Kya hukum hi?
Kya uske par me shifa hi aur zaher bi hi bolke suna my confuse ho plz explain kariye ?
(Mohammed Azmath),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Hadees me aya hai,ke makkhi ke ek per me Beemari aur doosre per me shifa hoti hai,lehaza Salan ya aur koi khane ya peene ki cheez me makkhi gir jaye to uske 2 paro ko salan me daale phir us salan ko istemal kare to koi Haraj Nahi hai.
(Al Hidayah,Vol/2)
Haan,Agar dil mutmayin Na ho to usko Istemal na kare,warna istemal karsakte hain,koi burayi Nahi hai.

Plz…Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like