SOMALIYA SE QURBANI ?

Sawal :Assalamu alaikum Warahmathullah
Mufti sahab we ek sawaal hai
Somalia me rahkar, India me qurbani karwasakte hai ya Nahi ?
Agar karwasakte hai toh kiss din ko hisab me rakhna hai Jazakallah
(Mohammed Azam),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Jo Shaks Somaliya ho ya aur kisi Mulk me ho to wo apne Mulk India ya koi bhi mulk me Qurbani dena Cahraha ho to wo Is tarah Qurbani de sakta hai,
Aur qurbane dene wala ye dekhe ke Qurbani ke jo 3 Din hote hai,Un dino me shamil hone ki koshish kare yani Agar 1 ya 2 din ka bhi farq ho to koi Haraj Nahi kyu ke uske Hisab se ya to Doosra din hoga ya teesra aur in dino me qurbani de sakte hai,
Kyu Ke is se 2 Mulko me Qurbani ke Din hi rahte hai.
(Al Hidayah,Vol/7,Pg/164)

You might also like