TAHARAT KELIYE KITNE DHELE HONA ?

Sawal : Assalamualikum,mufti sahab,
jab insan farig ho jata hai to kitnay dheelon ka istimal karna chahiye aur kis tarah karna chahiye ?
(umaid ur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Zaroorat yani Qazaa i hajat ke baad taharat ke husool keliye agar paakizgi 1 dhele se hasil hoti hai,to wo ek dhela hi kaafi hai,awr 3 dhelo ka istemal karna ” MUSTAHAB ”
hai,
(jamiut tirmizy,vol/1,pg/10),

 

You might also like