TARAVEEH YA SALAT US TASBEEH ??

Sawal : Asslamualikum,,mufti sahab,
ek aur sawal taravi ke badle salatut tasbi ki namaz ada kar sakte?
(naziya nafis),


Jawab : Walikumassalma wa rahamtullha,,Taraveeh padhna ” SUNNATE MOAKKADAH ” hai,awr Salat us Tasbeeh Namaz to Nafil hai,lehaza dono ka hukm alag alag hai,lehaza TARAVEEH KI fazeelat apni jagah awr Nafil namaz ki apni jagah lehza ramazan me to taraveeh padhne ka hukm hai,to aap ramazan me taraveeh padhe awr baad me Salat us tasbeeh,,,
awr salat us tasbeeh to aap kabhi bhi padh sakte hai,ramazan me bhi awr uske alawah ke dino me bhi,kyu ramazan me tarveeh padhne ki badi azmat ayi hai.

(sahi Bukhari,Vol/1)

plz,,read and share it.

You might also like