TAWAF E QUDOOM KA HUKM ?

Sawal :- Muftu saheb ,Assalamualikum,
*Tawaf e Qudoom* Kab ? Awr uska kiya Hukm hai ?
Kiya usko baghair “WAZOO” ke karsakte hai ya Nahi ?

Jawab :- Walikumassalam Wa Rahmatullah
Jab *MAKKAH* me dakhil hojaye to tab TAWAF karna “SUNNAT” hai ,awr yahi “TAAWAF E QUDOOM” kahlata hai .

1) Agar usko Baghir “WAZOO” ke karle to “SADQAH” dena wajib hota hai,(Nisf Sa’a/Sawwa Kilo Gyaho),

2) Agar Halat e Janabat(Jis Halat me Ghusl Wajib ho) me Tawaf karle to Dum yani Ek Janwar ko Zubah karna wajib hota hai.

(Noor ul Anwaar,V/1,Pg/17).

You might also like