UMRAH AUR SAR(HEAD) KE BAAL ?

Sawal :Assalamualikum wa Rahmatullah,

Umrah karnay k baad Baal katwana zaruri hai kya thoday Baal Nikale to kaafi hai ? jazak Allah ?
(Mateen Qadri)
Walikumassalam wa rahmatullah .Umrah me Baal katna yani Halaq karna Afzal hai,Sar ka Chavthayi Hisseh ke Baal cut karle to bhi kaafi hai,isko Qasr kahte hai.
Aurato ko Halaq Nahi karna hai,Bulke Kuch Baal yani 2 Inch ya us se ziyadah bhi Cut katle to Kaafi hai.
(Al Hidayah,Vol/1)
Note : Baaz log Umrah me Chavtayi 1/4 Hissah Baal ke bajaye kuch baal jo ungliyo me hi rahte hai,usko cut karlete hai,aysa karna Sahi Nahi hai,is se umrah mukammal Nahi hota hai.

Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like