URINE SE WAZOO YA GHUSL ?

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Agar Raat me Peshab (Urine) ke Chand Qatre(Drops) Nikal jaye to kiya Ghusl Farz hota hai ?
Ya Wazoo ?
(Md Arbaaz),
Jawab : Walikumassalam wa Rahmatullah,
Agar kisi se Kabhi bhi Raat ho Ya Din me Peshab (Urine) Ke chand Qatre nikal jaye to Us Per ” Ghusl ” wajib Nahi hota hai,
Balke * WAZOO * Wajib hota hai,
Haan kapde badalna zaroori hai,
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/33),

Plz..read and share it,For Islamic service.

You might also like