20th RAMAZAN SE SIRF 1 DIN KA ETEKAF ?

Sawal :Assalamu alaikum mufti sab
Etekaf me 20th roze ko baith kar 21th roze me bahar aa sakte kya?
Ek din ki niyat kar kE
(Mohammed Irfan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Jo Shaks agar 20 Ramaz ko Etekaf me Baith raha ho to usko chahiye ke Poore 10 Din ke etekaf ki Niyyat karke Sunnat Etekaf Mukammal karle,kyu ke sirf 1 Din hi Baith kar uth jaye to Sunnat ki khilaf warzi Lazim ayegi,
Lehaza agar 1 din hi etekaf me baithna ho to wo 20 ke alawah din me baith jaye to wo Nafil Etekaf me Shumar hoga aur uska Sawab bhi milega..insha Allah.
(Sahi Bukhari,Vol/1,),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like