MAGHRIB WA ISHA KE DARMIYAN KI NAMAZ

Sawal : Assalamualikum,,Mufti saheb,
maghrib aur isha k darmiyan kaunsi namaz padte hi?
(mohammed aamir),
Jawab :walikumassalam wa rahmatullah,
Maghri ki namaz ke baad 6 Salat ul Awwabeen,Nafil ki niyyat se rakat 2 ,2,rakat ki soorat me padhna ye sunnat se sabit hai,awr ye namaz padhne keliye maghrib ki namaz ke baad kisi se koi dunya ki baat na kare to Allah is namaz ki barkat se uske naam se jannat me ” MAHEL ” banayega,
(jamiut tirmizy,vol/1),
plz,,read and share it.

You might also like